A             D               
Mujhe  tum nazar se  gira to rahe ho
      A              E                A
Mujhe  tum kabhi bhi  bhula na sakoge  
         A                     D            
 Najaane  mujhe kyun ye yaqeen  ho chala hai
     A         E             A      
Mere  pyaar ko  tum mita naa  sakoge
          D        
Mujhe tum  nazar se
     A                        D   
Meri  yaad hogi jidhar jaaoge  tum
             G          
Kabhi naghma  ban ban ke
      E       A      
Kabhi  ban ke  aansoo
             G          
Kabhi naghma  ban ban ke
      E       A      
Kabhi  ban ke  aansoo
        D          E             A   
Tadapta  mujhe har  taraf paaoge  tum
         A                D        
Shama jo  jalaai hai meri  wafaa ne
                    G                 
Bujhana bhi chaaho,  bujhaa naa sakoge

You might also like

No related songs found right now.

Browse songs