Mann Jaage Saari Raat Guitar Chords – Bittoo Boss - Flute, Harmonium, Piano & Guitar Chords
Song: Mann Jaage Saari Raat
Type: Chords
Movie: Bittoo Boss
Music Director: Raghav Sachar
========================================
You may also like : mann jaage saari raat guitar Tabs
========================================
DmCA#C
Dm A#
Mann jaage saari raat…
Dm
Mera dewaana
Dm A#
Mann maane na yeh baat…
Dm
Ke woh tha begaana
Dm A#
Mann jaage saari raat…
Dm
Mera dewaana
Dm A#
Mann maane na yeh baat…
Dm
Ke woh tha begaana
F A#
Hai khud se hi…
C Am
Khafa khafa…
F A#
Kya chahi ye…
C
Nahi pata,[stop] banwara
Dm
Paaya woh na chaaha
C
Chaaha woh na paaya
A#
Jiske peeche bhaage
C
Woh saaya hai re saaya
Dm
Kya kya raste dhoondhe
C
Kya kya dukh na paaya
A#
Par saaya thehra saaya
C
Ke haathon mein na aaya
F A#
Koi subaah…
C Am
Jo main uthoon…
F A#
Bhujhe agan…
C
Mile sukoon, [stop]banwara
Dm
Ginta rehta taare
C
Lotoon main angaare
A#
Khud se ladta phirta
C
Yeh jag ko thokar maare
Dm
Kheenche kheenche baithe
C
Baithe baithe bhaage
A#
Na sunta khudke aage
C
Yeh pagal ho gaya re
Dm
Paaya woh na chaaha
C
Chaaha woh na paaya
A#
Jiske peeche bhaage
C
Woh saaya hai re saaya
Dm
Kya kya raste dhoondhe
C
Kya kya dukh na paaya
A#
Par saaya thehra saaya
C
Ke haathon mein na aaya
F A#
Hai zindagi…
C Am
Muhaal kyun…
F A#
Bana liya…
C
Yeh haal kyun, [stop]bata
Dm
Uljha uljha rehta na
C
Sunta na kuch kehta
A#
Sooni sooni aankhon se
C
Reh-reh paani behta
Dm
Toote saare naate
C
Haara main samjhate
A#
Bichde din aur saathi
C
Phir wapas nahi aate
Dm F
Wapas nahi aate
C Dm
Wapas nahi aate
Dm
Yeh dard kyun
C
Yeh pyaas kyun
A#
Phira kare
C
Udaas kyun
Dm
Yeh rald kyun
C
Talaash kyun
A#
Bata, [stop]banwara
Dm
Thandi aahein bharke
C
Jeeta hai mar-mar ke
A#
Pyaasa reh gaya hai
C
Dariya se guzar ke
Dm
Dhoke se nazar ke
C
Jhokein se umar ke
A#
Raet ke mahal sa
C
Deh gaya hai bikhar ke
Dm
Thandi aahein bharke
C
Jeeta hai mar-mar ke
A#
Pyaasa reh gaya hai
C
Dariya se guzar ke
Dm
Dhoke se nazar ke
C
Jhokein se umar ke
A#
Raet ke mahal sa
C
Deh gaya hai bikhar ke
========================================
User also viewed : mann jaage saari raat guitar Tabs
========================================