C Am
Dabi dabi si hansi honthon pe phansi hai
F G
Gudgudi kar rahi hawaa
C Am
Oo.. halla macha rahi hai pagal si khwaishein
F
Khushiyon ki mili Ghai wajah
F G
Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai
C Am
Karne de khwaabon ko badmashiyaan
F G
Chalne de nazron ki manmaniyan
C Am
Dhoondhe chalo kuch thikane naye
F G
Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan
C
Hosh mein rehna hai kyun
F G
Behoshiyon mein hai maza
C
Oo .. bachkaani harkatein[Am] jo hoti hain hone de
G
[F]Khushiyon ki mili hai wajah
F G
Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai
C Am
Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein
F G
Hone lagi dekho ye baarishien
C Am
Sar pe chadha hai yeh kaisa asar
F G
Daude raftaar mein dil ki sab dhadkane
C Am
Dhun koi chal rahi hai , kaano mein dheeme se
F G
Roshan hai zyada yeh subah
C Am
Oo.. halchal jo ho rahi hai seene mein hone de
F G
Khushiyon ki mili hai wajah..
F G
Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai