Abhi Mujh Mein Kahin Guitar Chords with strumming pattern from Bollywood Hindi movie Agneepath sang by Sonu Nigam.
Strumming Pattern: DUUDUDU
You May Also Like: Abhi Mujh Mein Kahin Guitar Tab
G D Bm F#
Baaqi thodi si hai zindagi..
G D Bm F#
Jaana zinda hoon main toh abhi..
E G A
Ye lamha kahaan tha mera
D A
Issey chhoo loon zaraa
G A D F#
Mar jaaoon ya jee loon zaraa..
D Bm
Khushi yaan choom loon
G A D
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
D
Ho o.. Abhi mujh mein kahin
G D Bm
Baaqi thodi si hai zindagi..
D C D
Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko
Bm F# D F#
Chhaya perh ki mill gayee..
D C D
Roothe bachche ki hansi jaise
Bm F# D
Phuslaane se phir khil gayee
E D
Kuchh aisa hi mehsoos dil ko ho raha hai
E D
Barson ke puraane zakhmo pe marham laga sa hai
E G A
Ye lamha kahaan tha mera
D A
Issey chhoo loon zaraa
G A D F#
Mar jaaoon ya jee loon zaraa..
D Bm
Khushi yaan choom loon
G A D
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
D C D
Dor se tuti patang jaisi
Bm F# D F#
Thi ye zinda gani meri..
D C D
Aaj hoon kal ho mera na ho
Bm F# D
Har din thi kahani meri
E D
Ek bandhan naya peeche se mujhko bulaye
E D
Aane wala kal ki kyun fikar mujhko sata jaye
E G A
Ye lamha kahaan tha mera
D A
Issey chhoo loon zaraa
G A D F#
Mar jaaoon ya jee loon zaraa..
D Bm
Khushi yaan choom loon
G A D
Mar jaaoon ya jee loon zaraa